Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho ooo ho ooo ho ooo ho ooo pagal hote hain premi premi hote hain pagal pagal premi pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi pagal premi pagal premi mit jaate hain mar jaate hain naam wafa ka kar jaate hain mit jaate hain mar jaate hain naam wafa ka kar jaate hain wo to nahin darte logon se log hi unse dar jaate hain log wo jaane kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain dharti ambar hil jaate hain kuchh bhi karo wo mil jaate hain dharti ambar hil jaate hain kuchh bhi karo wo mil jaate hain kya patjhad kya mast baharein phool dilon ke khil jaate hain phool wo jaane kaise hote hain
painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa painjaniyaa o chhanke raam bijuriyaaaa chamak chamak reh jaaaaaaye painjaniyaa chhanke raam honth naa khole palkon se bole honth naa khole palkon se bole ik pag roke ik pag dole ke jiyaraa dhadak dhadak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaam painjaniyaa chhanke raam jhumka uljha aanchal sarkaa jhumka uljha aanchal sarkaa bhojh pada jo humri nazar kaa bhojh pada jo humri nazar kaa kamariyaaaa lachak lachak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaaaaaaaam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam chhanke raam aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa re chhanke raaaaaaaaaaaam chhanke raaam chhanke raaam chhanke raaam
tun tun la la la la la la tun la la la la laaa tun la la la la la la tun la la la la laaa tann tann tann tann tann tann tann main dekhunga main dekhungi main dekhunga main dekhungi ruthna ruthna ruthna ruthna chhod de mere yaaraa ruthna chhod de mere yaaraa na main gudda na tu guddi na main gudda na tu guddi hum to pyaar karenge hum to pyaar karenge na main budha na tu budhi na main budha na tu budhi painter baabu i love you painter baabu i love you baat baat par tu tu mainmain baat baat par ladna kya baat baat par tu tu mainmain baat baat par ladna kya ding dong ding ding dong are jhooth mooth ke jhagde mein jhooth mooth ke jhagde mein sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya painter baabu i love you painter baabu i love you aaaa aaaa dukh to kadam kadam par hai aji inka kya hai karna dukh to kadam kadam par hai aji inka kya hai karna ding tang tag ding tang chalo pyaar ki kar lein chori
kyun paisa paisa karti hai kyun paise pe tu marti hai ik baat mujhe batlaa de tu uss rabb se kyun nahin darti hai kya hota hai paise ka paise ki laga doon dheriiiiiii main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri naa hans ke kehti bolti paise ko pyaar se tolti har baar tera ik roop naya naa bhed dilon ke kholti rabb kehta hai dil waalon se naa kar hera pheriiiii main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri hai sona bangla car bhi soni aish bahot dil karta hai mujhe ek baat ki samjh naa aayi dil tere pe kyun marta hai ab jaan nikaalegi tu meri kya niyat hai teriiiiii main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri main baarish kar doon paise ki jo tu ho jaaye meri paisa aave paisa jaave ek ka ho kar tiktaa naa ik pyaar hi sachchaa duniyaa mein bazaaron mein jo biktaa naa sach maan ke kehta daulat naa teri naa meriiiiiii main baarish kar doon paise ki
haaye re paisa haaye re paisa haaye re paisa haaye paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ke badle tumhari aankhen koi maange kya de doge kya de doge hoo o daulat ke daulat ke badle tumhari izzat koi maange kya de doge kya de doge aao aao in paise waalon ko samjhaao paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya kya soni ke paas koi jaagir thi jo mahiwal hua deewana hua deewana kya majnoo tha seth kya majnoo tha seth koi jo dil de baithi laila ye batlaana aji batlaana jaao jaao us
lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha dil ke aar paar dekha ye saara sansaar dekha oopar neeche andar baahar door paas mausam hai ik jaisa paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das
paise ka kaajal daike na lo humri jaan paise ka kaajal daike na lo humri jaan lakhon ki hai humari jaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa ho ho naina hain chanchal kaise na maarenge baan naina hain chanchal kaise na maarenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa mele mein bhi hum akele hain tum hamre sang aao na arre phir jaate jaate ye chhalla nishani mein de jaao na ahaa chhalla mera na mehanga pade lut jaaoge khade hi khade ho bachaaye tujhe raam ho naina hai chanchal kaise na marenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa jeevan se jaoge saiyan jo humse nazar mil gayi ho kitni dafa humre kaaran yahin pe chhuri chal gayi are hum dilwale bhi dikhlayenge dekh lena tumko le jayenge bachaye tumhe raam jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa hoo ooo paise ka kaajal daike na lo hamri jaan lakhon ki hai hamari
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai
paise ki pehchaan yahaan insaan ki kimat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai biwi behan maa beti naa koi paise ka sab rishta hai aankh ka aansoon khoon e jigar ka mitti se bhi sasta hai mitti se bhi sasta hai sab ka teri jeb se naata teri zarurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai shokh gunaahon ki ye mandi meetha zehar jawaani hai kehte hain imaan jise wo kuchh noton ki kahaani hai kuchh noton ki kahaani hai bhukh hai mazhab iss duniyaa ka aur haqeeqat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein karta muhabbat koi nahin zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai zindagi kya hai cheez yahaan mat poochh aankh bhar aati hai raat mein karti byaah kali wo bewa subah ho jaati hai bewa subah ho jaati hai aurat ban kar iss kooche mein rehti aurat koi nahin bach ke nikal jaa iss basti mein
o pakeezah re nainon se ye dil gira re o pakeezah re ab dil mein tu hi ghira re baatein teri lab pehne to labon se kayi sajde hon mera rab se zyaada mera pakeezah hai na mera rab se zyaada tujhse hi ye chaah hai pakeezah pakeezah pakeezah re noor si hansi ye kahin jo barsaye tu rooh ki khushi tu ye jee na sehlaye tu hashra mera tu ibteda uns tera jaavedaan ho zindagi kuchh nahin tere bina mera rab se zyaada mera pakeezah hai na mera rab se zyaada tujhse hi ye chaah hai pakeezah pakeezah pakeezah re o pakeezah re nainon se ye dil gira re o pakeezah re ab dil mein tu hi ghira re baatein teri lab pehne to labon se kayi sajde hon mera rab se zyaada mera pakeezah hai na mera rab se zyaada tujhse hi ye chaah hai pakeezah pakeezah pakeezah re
Pal
hmm pal kaisa pal pal mein jaaye phisal chaah ke bhi pakad paaun na pal kaisa pal pal mein jaaye phisal chaah ke bhi pakad paaun na milke juda ho na paayega dil dil ko main samajh paaun naa hmm khwahish hai itni si yaar der tak rukna abki baar pyaar ke lamhe hon hazaar unhi mein sadiyaan jee loonga main oh pal kaisa pal pal mein jaaye phisal chaah ke bhi pakad paaun na milke juda ho na paayega dil dil ko main samajh paaun naa samajh paaun na samajh paaun naa matmaile paaniyon mein aks tera dikhta hai baarish ki boonda boondi mein panne dhundhle likhta hai jo hona hai ho jaane do taaron ko so jaane do saanson ko kho jaane do na aa aa ab tere bin mera aa zikr hi gum jaayega aa is pal ko kass ke thaam loon hatheli se phir nikal jaaye naa oo oo ho pal kaisa pal pal mein jaaye phisal chaah ke bhi pakad paaun na milke juda ho na paayega dil dil ko main samajh paaun naa samajh paaun naa samajh paaun naa ab khuda mile na mile khudaya tujhko maana hai ishq ke aage hai jhuka
pal bhar hi ki pehchaan mein pardesi sanam se pal bhar hi ki pehchaan mein pardesi sanam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se nighaahen chouki dil kisi doosri duniyaa mein kho gayaa jise dekha hai ke zindagi se mujhe pyaar ho gaya kisne mehkaa diya hai aa ke raahon ko meri raahon ke bhaag jaag gaye kis ke kadam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se kisi jeevan mein sahi tumse meri preet rahi tumse meri preet rahi jo geet bhool gaye aaj lagte hain naye ehsaan hai kismat kaa milaaya tumhen hum se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se zara sharmaana aur muskana hai nishaani pyaar ki bina bole hi nain keh dete hain kahaani pyaar ki jisne dil haar diya usne jag jeet liya dil de ke kya mila naa kahaa jaayega humse lagta hai ke hum jaante hon janam janam se lagta hai ke hum jaante hon janam janam se pal bhar hi ki pehchaan
pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi do din ke liye koi ikraar kar le do din ke liye koi ikraar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi ha ha ha ha humne bahut tujhko chup chup ke dekha humne bahut tujhko chup chup ke dekha dil pe khinchi hai tere kajal ki rekha kajal ki rekha bani lachman ki rekha ho ho ho kajal ki rekha bani lachman ki rekha ram mein kyun toone rawan ko dekha ram mein kyun toone rawan ko dekha khade khidki pe ae ae ae ae ae ae khade khidki pe jogi sweekar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm la la la la la la la la la pyaar kar le jhoota hi sahi dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade sun sun kar teri nahin nahin jaan apni nikal jaye ae naa kahin zara haan keh de meri
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aashaa ki chhoti si naiyaa le ke chali purwaiyaa dole dole jhumka bole chupke se ye bhed khole aaj aayega aaj aayega pyaar se tum bulaana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe sunn ri pawan saawan laaya ab ke sajan din bhar mujhe yun sataaye unn bin ab to raha nahin jaaye unn bin ab to raha nahin jaaye aayin bahaaren simat ke kehne lagi wo lipat ke chori chori chalo gori thaame huye baiyaan mori mil jaayega mil jaayega tumko wahi deewana pal bhar mein ye kya ho gaya wo main gayi wo mann gaya chunari kahe
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain aaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa dha ni dha pa ma aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa pal do pal ka saath humara pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain iss manzil par milne waale iss manzil par haaye milne waale uss manzil par kho jaane hain pal do pal ka saath humara pal do pal ke yaarane hain do pal pal do pal ka saath humara humara humara humara do pal pal do pal ka saath humara humara aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa nazron ke shokh nazraane hoooooo oooo honthon ke garm paimaane nazron ke shokh nazraana hoooooo oooo honthon ke garm paimaane hain aaj apni mehfil mein
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho
pal tham gaya hai hum chal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain main bhi to ye jaanun naa aahat pehchanun naa tu bhi to ye jaane naa jaane naa inn dhadkanon mein ye pyaas kyun ye khoobsoorat ehsaas kyun pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain shaamen haseen raaten jawaan har mausam kyun bhaane laga achchha lage sab kuchh yahaan koi jaadoo sa chhane laga soonepan ko sajaata hai meri saansen mehkaata hai sapnon mein koi aata hai aata hai thandi hawaayen hum jal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain kuchh keh gayi khaamoshiyaan kya shuru ho gaya silsilaa bhadne lagi betaabiyaan dard anjaana ye kya mila maine dil ko roka tha har lamha ise toka tha aisa hoga naa socha tha socha tha jazbaat humko kyun chhal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham
palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai unchi nichi tedi medhi pyaar ki dagar hai jata kidhar hai rasta idhar hai oye oye oye oye oye oye oye oye oye palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai unchi nichi tedi medhi pyaar ki dagar hai jata kidhar hai rasta idhar hai aajaa aaya kya zamana ladke ladkiyon se darte hain are aaya kya zamana ladke ladkiyon se darte hain aankhen ye churaake chhupke gali se guzarte hain ye mardon ke naam ko badnaam karte hain yee palat palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai unchi nichi tedi medhi pyaar ki dagar hai jata kidhar hai rasta idhar hai oye hoye socha tha ye maine mujhse nain wo ladayega socha tha ye maine mujhse nain wo ladayega seeti wo baja ke koi filmi geet gayega na jana tha ghar ka rasta bhul jayega aye aye aye aye palat meri jaan tere qurbaan o teraa dhyaan kidhar hai
palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna haaye tauba meri tauba mushkil tha ik to pehle hi dil ka bahelnaa aafat phir uss pe latt mein tumhaara mukhdaa chhipaa ke chalna aise naa bolo pad jaaye mujhko sharmaana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana hooo nainon ne sapnon ki mehfil sajaayi hai tum bhi zuroor aana haaye palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to farmaana duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo duniyaa na dekhe dhadke mera mann rastaa sajan mera chhodo tann thartharaaye ungali humari dekho piya naa marodo yun naa sataao mujhko banaa ke deewana palkon ke pichhe se kya tumne keh daala phir se to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pagal Premi Kaise Hote Hain Aisa Pyar Kahan (1986) 04:58 37953
 
Poster of Aisa Pyar Kahan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:58   Song Number : 37953   

Painjaniya Chhanke Wapas (1969) 03:34 12530
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajay
Raag- 
Tilang
Duration : 03:34   Song Number : 12530   

Painter Babu I Love You Painter Babu (1983) 05:18 40111
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Manoj Kumar
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Rajiv Goswami
Duration : 05:18   Song Number : 40111   

Paisa De Dana Dan (2009) 03:51 18841
 
Poster of De Dana Dan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Rdb, Manak-E, Selina
Music Director- 
Rdb
Singer- 
Rdb, Manak-E, Selina
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 03:51   Song Number : 18841   

Paisa Ka Kya Yakeen Suhana Safar (1970) 06:08 32729
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 06:08   Song Number : 32729   

Paisa Ye Paisa Karz (1980) 05:07 21079
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 21079   

Paise Ka Kaajal Aanchal (1980) 05:36 37021
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 05:36   Song Number : 37021   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Paise Ki Pehchaan Yahaan Pehchan (1970) 03:53 12424
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:53   Song Number : 12424   

Pakeezah Ungli (2014) 04:24 36243
 
Poster of Ungli (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Manoj Yadav
Music Director- 
Gulraj Singh
Singer- 
Gulraj Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Kangana Ranaut
Duration : 04:24   Song Number : 36243   

Pal Jalebi (2018) 04:09 40298
 
Poster of Jalebi (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Music Director- 
Javed Mohsin
On Screen Actors- 
Varun Mitra, Rhea Chakraborty
Duration : 04:09   Song Number : 40298   

Pal Monsoon Shootout (2017) 04:48 40282
 
Poster of Monsoon Shootout (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Sumant Vadhera
Music Director- 
Rochak Kohli
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:48   Song Number : 40282   

Pal Bhar Hi Ki Pehchaan Anuraag (1956) 03:21 12274
 
Poster of Anuraag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Mukesh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Raag- 
Bihag
Duration : 03:21   Song Number : 12274   

Pal Bhar Ke Liye Johny Mera Naam (1970) 04:58 18251
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:58   Song Number : 18251   

Pal Bhar Mein Ye Kya Swami (1977) 05:21 21080
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 21080   

Pal Do Pal Ka Saath The Burning Train (1980) 10:32 21081
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asarani, Danny
Raag- 
Kedar
Duration : 10:32   Song Number : 21081   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Pal Tham Gaya Hai Pyaar Mein Twist (2005) 06:09 18659
 
Poster of Pyaar Mein Twist (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 06:09   Song Number : 18659   

Palat Meri Jaan Aan Milo Sajna (1970) 04:41 32623
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:41   Song Number : 32623   

Palkon Ke Pichhe Se Talash (1969) 04:52 21082
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:52   Song Number : 21082